Swaraj Tractors - M/S Jay Gurudev Enterprises, Kharanti, gaya

Tractor Showroom in Kharanti, Gaya, Bihar
Swaraj Tractors - M/S Jay Gurudev EnterprisesSwaraj TractorsINR
Gaya Dobhi, TikunaKharanti, gaya823004

Gaya Dobhi, Tikuna, Beside Manav Dharam Mandir, Kharanti, gaya, bihar - 823004

15 Reviews (4.5) 154.5
★★★★★
★★★★★
08071936947
Drive Direction

Request a Call Back

Swaraj Tractors - M/S Jay Gurudev Enterprises Social Feeds in Kharanti, gaya

Infielder + Swaraj 969 = Ganne Ki Kheti Ka Ultimate Power-Jodi! Swaraj 969 ki dumdaar shakti aur bejod features se milti...

Infielder + Swaraj 969 = Ganne Ki Kheti Ka Ultimate Power-Jodi! Swaraj 969 ki dumdaar shakti aur bejod features se milti...

Infielder + Swaraj 969 = Ganne Ki Kheti Ka Ultimate Power-Jodi! Swaraj 969 ki dumdaar shakti aur bejod features se milti hai Infielder ki best performance aur efficiency. Smooth Drive, Heavy Load Ready 12+3 Speed Gear Box aur IPTO with 304 mm/12-inch clutch se Infielder ko poore load ke saath bhi smooth engage karein. Har khet, har fasal —perfect speed aur control! Dumdaar Khinchaav, Har Haal Mein 3820 cm3 (cc) High Torque Engine se Infielder ko bhare load ke saath bhi kheench lein—chahe uchha-neecha rasta ho ya naram mitti. Mazboot Pakkad, Zero Phislaav 16.9 x 28 Rear Tyres aur Heavy Duty Planetary Drive se mile bemisaal traction. Heavy load khinchte waqt power ka sahi istemal! Comfort Jo Productivity Badhaaye Flat Operator Platform aur araamdayak seating se poore din kaam karein bina thake. Toh der kis baat ki? Swaraj 969 aur Infielder ke saath apne ganne ki kheti ko den ultimate boost! Har kaam hoga, aur hoga behtar! #SwarajTractors #Swaraj969FE #Infielder