Swaraj Tractors - M/S Charbhuja Tractors, Shastri Nagar, bhilwara

Tractor Showroom in Shastri Nagar, Bhilwara, Rajasthan
Swaraj Tractors - M/S Charbhuja TractorsSwaraj TractorsINR
Plot No 14, Harani Mahadev RoadShastri Nagar, bhilwara311001

Plot No 14, Harani Mahadev Road, Opposite Gandhi Sagar Talab, Shastri Nagar, bhilwara, rajasthan - 311001

45 Reviews (4.3) 454.3
★★★★★
★★★★★
08071325755
Drive Direction

Request a Call Back

Swaraj Tractors - M/S Charbhuja Tractors Social Feeds in Shastri Nagar, bhilwara

Infielder + Swaraj 969 = Ganne Ki Kheti Ka Ultimate Power-Jodi! Swaraj 969 ki dumdaar shakti aur bejod features se milti...

Infielder + Swaraj 969 = Ganne Ki Kheti Ka Ultimate Power-Jodi! Swaraj 969 ki dumdaar shakti aur bejod features se milti...

Infielder + Swaraj 969 = Ganne Ki Kheti Ka Ultimate Power-Jodi! Swaraj 969 ki dumdaar shakti aur bejod features se milti hai Infielder ki best performance aur efficiency. Smooth Drive, Heavy Load Ready 12+3 Speed Gear Box aur IPTO with 304 mm/12-inch clutch se Infielder ko poore load ke saath bhi smooth engage karein. Har khet, har fasal —perfect speed aur control! Dumdaar Khinchaav, Har Haal Mein 3820 cm3 (cc) High Torque Engine se Infielder ko bhare load ke saath bhi kheench lein—chahe uchha-neecha rasta ho ya naram mitti. Mazboot Pakkad, Zero Phislaav 16.9 x 28 Rear Tyres aur Heavy Duty Planetary Drive se mile bemisaal traction. Heavy load khinchte waqt power ka sahi istemal! Comfort Jo Productivity Badhaaye Flat Operator Platform aur araamdayak seating se poore din kaam karein bina thake. Toh der kis baat ki? Swaraj 969 aur Infielder ke saath apne ganne ki kheti ko den ultimate boost! Har kaam hoga, aur hoga behtar! #SwarajTractors #Swaraj969FE #Infielder