Swaraj Tractors - M/S Shri Ganesh Motors, Vidya Nagar, bailhongal

Tractor Showroom in Vidya Nagar, Bailhongal, Karnataka
Swaraj Tractors - M/S Shri Ganesh MotorsSwaraj TractorsINR
Plot No 329/2, Belagavi RoadVidya Nagar, bailhongal591102

Plot No 329/2, Belagavi Road, Beside Royal Kitchen, Vidya Nagar, bailhongal, karnataka - 591102

15 Reviews (4.4) 154.4
★★★★★
★★★★★
08071936785
Drive Direction

Request a Call Back

Swaraj Tractors - M/S Shri Ganesh Motors Social Feeds in Vidya Nagar, bailhongal

Infielder + Swaraj 969 = Ganne Ki Kheti Ka Ultimate Power-Jodi! Swaraj 969 ki dumdaar shakti aur bejod features se milti...

Infielder + Swaraj 969 = Ganne Ki Kheti Ka Ultimate Power-Jodi! Swaraj 969 ki dumdaar shakti aur bejod features se milti...

Infielder + Swaraj 969 = Ganne Ki Kheti Ka Ultimate Power-Jodi! Swaraj 969 ki dumdaar shakti aur bejod features se milti hai Infielder ki best performance aur efficiency. Smooth Drive, Heavy Load Ready 12+3 Speed Gear Box aur IPTO with 304 mm/12-inch clutch se Infielder ko poore load ke saath bhi smooth engage karein. Har khet, har fasal —perfect speed aur control! Dumdaar Khinchaav, Har Haal Mein 3820 cm3 (cc) High Torque Engine se Infielder ko bhare load ke saath bhi kheench lein—chahe uchha-neecha rasta ho ya naram mitti. Mazboot Pakkad, Zero Phislaav 16.9 x 28 Rear Tyres aur Heavy Duty Planetary Drive se mile bemisaal traction. Heavy load khinchte waqt power ka sahi istemal! Comfort Jo Productivity Badhaaye Flat Operator Platform aur araamdayak seating se poore din kaam karein bina thake. Toh der kis baat ki? Swaraj 969 aur Infielder ke saath apne ganne ki kheti ko den ultimate boost! Har kaam hoga, aur hoga behtar! #SwarajTractors #Swaraj969FE #Infielder